Abhi mujh mein kahinBaaqi thodi si hai zindagiJagi dhadkan nayiJaana zinda hoon main toh abhiKuch aisi lagan iss lamhe mein haiYe lamha kahaan tha meraAb hai saamneIssey chhoo loon zaraaMar jaaoon ya jee loon zaraaKhushiyaan choom loonYaa ro loo’n zaraaMar jaaun ya jee loon zaraa
Ho o.. abhi mujh mein kahinBaaqi thodi si hai zindagi
Ho.. dhoop mein jalte huey tann koChhaya perh ki mill gayeeRoothe bachche ki hansi jaisePhuslaane se phir khill gayeeKuchh aisa hi abb mehsoos dil ko ho rahaa haiBarso’n ke purane zakhm pe marham laga sa haiKuch aisa rahem, iss lamhe mein haiYe lamha kahaan tha meraAb hai saamneIssey chhoo loon zaraMar jaaoon ya jee loon zaraKhushiyaan choom loonYaa ro loo’n zaraaMar jaaoo’n yaa jee loon zaraa
Dor se tooti patang jaisi, thi ye zindagani meriAaj ho kal ho mera naa hoHar din thi kahani meriIk bandhan naya peechhe se abb mujhko bulaayeAane waley kal ki kyun fikar mujhko sata jaayeIk aisi chubhan iss lamhe me haiYe lamha kahaan tha mera aaAb hai saamneIssey chhoo loon zaraMar jaaoo’n ya jee loon zaraKhushiyaan choom loonYaa ro loo’n zaraaMar jaaoo’n ya jee loon zara